Wednesday, November 14, 2012

Qadra na jaani ! A thumri by Ghulam Ali

"Qadra na jaani" is a traditional thumri which has been sung by Ghulam Ali. Though there is not much lyrics in the 28 minutes long thumri, it is the variation of his singing that makes it a complete song. Ghulam Ali has performed it in a different style of classical singing. He starts with the Qadra na jani and ends the thumri with Yaad piya ki aaye. There is a very good and effective use of Tabla and Saraghi. All the people who love thumri and specially like the live performance would definitely like to listen this song. 






Lyrics:

Kaga sab tan khai_yo
Mora chun chun khai_yo maans
Do naina mat khai_yo
Mohe piya milan ki aas 

Qadra na jaani mori balamwa re
Balam re... sajan...
Qadra na jani mori balamwa re

Saanjh dhale tori yaad satave
Kyun birahan ka jiyara jalaye
Sooni laage raen, O Sajanwa
Qadra na jaani mori balamwa re

Yaad piya ki aaye, 
Yeh dukh saha na jaaye
Haye ram
Bairi koyeliya kook sunaye,
Sun sun mora jiyara jalaye
Pii bin raen daraye
Yaad piya ki aaye

Huzoor jaai_ye 
Gairon ke mehman rahiye
Mizaaz chahe jahan aapka wahan rahiye
Woh unhe yaad kare_n 
Jisne bhulaya ho kabhi 
Hamne unko na bhulaya na kabhi yaad kiya 
Yaad piya ki aaye



Bairi koyeliya kook sunaye,
Sun sun mora jiyara jalaye
Pii bin raen daraye
Yaad piya ki aaye





No comments:

Post a Comment

Your comments and suggestion to improvisation and to add some new things are welcome. If you like the blog subscribe it to get the latest updates.