"O Ri Duniya" is a soundtrack from the movie Gulaal, which has been written, composed and sung by Piyush Mishra. Piyush Mishra is known for a distinguished sort of music and he proves it each time he's assigned a project. Duniya, a track where he pays tribute to Guru Dutt's Pyaasa and yet stays wonderfully, poetically original. The song is both a lovesong and a lament, an observation and an ode. When he mentions Ghalib, Momin, Majaaz, Faiz, Firaakh, Sahir, Makhdoom, Mir, Zauk in the song, you feel like to give him a standing ovation for such a poetry. The composition is literally superb and i hope everyone would love it.
Lyrics:
ओ री दुनिया
सुरमई आँखों के प्यालों की दुनिया
सतरंगी रंगों गुलालों की दुनिया..ओ दुनिया
अलसाई सेजों के फूलों की दुनिया
अंगडाई तोड़े कबूतर की दुनिया
करवट ले सोयी हकीकत की दुनिया
दीवानी होती तबीयत की दुनिया
ख्वाहिश में लिपटी ज़रुरत की दुनिया
इंसान के सपनो की नीयत की दुनिया..ओ दुनिया
ओ री दुनिया
ये दुनिया अगर मिल भी जाए तो क्या है…
ममता की बिखरी कहानी की दुनिया
बहनों की सिसकी जवानी की दुनिया
आदम के हव्वा से रिश्ते की दुनिया
शायर के फीके लफ्जों की दुनिया
गालिब के, मोमिन के, ख़्वाबों की दुनिया
मजाजों के उन इन्कलाबों की दुनिया
फैज़ फिराक ओ साहिर ओ मखदूम
मीर की जौक की दागों की दुनिया
ये दुनिया अगर…
पलछिन
में बातें चली जाती हैं
पलछिन में रातें चली जाती हैं
रह जाता है जो सवेरा वो ढूंढे
जलते मकान में बसेरा वो ढूंढे
जैसी बची है वैसी की वैसी बचा लो ये दुनिया
अपना समझके अपनों के जैसी उठालो ये दुनिया
छुटपुट सी बातों में जलने लगेगी संभालो ये दुनिया…
कट पिट के रातों में पलने लगेगी संभालो ये दुनिया..
ओ री दुनिया…
वो कहे हैं की दुनिया ये इतनी नहीं है
सितारों से आगे जहां और भी है
ये हम ही नहीं हैं वहाँ और भी है
हमारी हर एक बात होती वहीँ है
हमें ऐतराज़ नहीं है कहीं भी
वो आलिम हैं फाजिल हैं होंगे सही ही
मगर फलसफा ये बिगड़ जाता है
जो वो कहते हैं
आलिम ये कहता वहाँ ईश्वर है
फाजिल ये कहता वहाँ अल्लाह है
काबुर ये कहता वहाँ इसा है
मंजिल ये कहती तब इंसान से की
तुम्हारी है तुम ही सम्भालों ये दुनिया
ये बुझते हुए चंद बासी चरागों
तुम्हारे ये काले इरादों की दुनिया…
ओ री दुनिया..
O Ri Duniya
Surmayi Aankhon Ke Pyaalon Ki Duniya
Satrangi Rangon Gulaalon Ki Duniya..O Duniya
Alsaayi Sezon Ke Phoolon Ki Duniya
Angdaai Tode Kabootar Ki Duniya
Karwat Le Soyi Haqueeqat Ki Duniya
Deewaani Hoti Tabeeyat Ki Duniya
Khwahish Mein Lipti Zaroorat Ki Duniya
Insaan Ke Sapno Ki Neeyat Ki Duniya..O Duniya
O Ri Duniya
Mamta Ki Bikhri Kahaani Ki Duniya
Behno Ki Siski Jawaani Ki Duniya
Aadam Ke Hawwaa Se Rishte Ki Duniya
Shaayar Ke Pheeke Lafzon Ki Duniya
Ghalib Ke Momin Ke Khwaabon Ki Duniya
Majaazon Ke Un Inqualaabon Ki Duniya
Faiz Firaaq Aur Saahir O Makhdoom
Mir Ki Zauk Ki Daagh Ki Duniya
Ye Duniya Agar..
Pal Chhin Mein Baatein Chali Jaati Hain Hain
Pal Chhin Mein Raatein Chali Jaati Hain Hain
Reh Jaata Hai Jo Savera Wo Dhoondhey
Jalte Makaan Mein Basera Wo Dhoondhey
Jaisi Bachi Hai Waisi Ki Waisi Bachaa Lo Ye Duniya
Apna Samajhke Apno Ke Jaisi Uthaalo Ye Duniya
Chhut Put Si Baaton Mein Jalne Lagegi Sambhaalo Ye Duniya
Kat Pit Ke Raaton Mein Palne Lagegi Sambhaalo Ye Duniya..
O Ri Duniya
Wo Kahein Hain Ki Duniya Ye Itni Nahi Hai
Sitaaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Ye Hum Hi Nahi Hain Wahaan Aur Bhi Hain
Hamaari Har Ek Baat Hoti Wahin Hai
Hamein Aitraaz Nahi Hai Kahin Bhi
Wo Aalim Hain Faazil Hain Honge Sahi Hi
Magar Falsafaa Ye Bigad Jaata Hai
Jo Wo Kehte Hain
Aalim Ye Kehta Wahaan Eeshwar Hai
Faazil Ye Kehta Wahaan Allah Hai
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalon Ye Duniya
Ye Bujhte Huye Chand Baasi Charaaghon Ki
Tumhaare Ye Kaale Iraadon Ki Duniya
Surmayi Aankhon Ke Pyaalon Ki Duniya
Satrangi Rangon Gulaalon Ki Duniya..O Duniya
Alsaayi Sezon Ke Phoolon Ki Duniya
Angdaai Tode Kabootar Ki Duniya
Karwat Le Soyi Haqueeqat Ki Duniya
Deewaani Hoti Tabeeyat Ki Duniya
Khwahish Mein Lipti Zaroorat Ki Duniya
Insaan Ke Sapno Ki Neeyat Ki Duniya..O Duniya
O Ri Duniya
Ye Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai
Mamta Ki Bikhri Kahaani Ki Duniya
Behno Ki Siski Jawaani Ki Duniya
Aadam Ke Hawwaa Se Rishte Ki Duniya
Shaayar Ke Pheeke Lafzon Ki Duniya
Ghalib Ke Momin Ke Khwaabon Ki Duniya
Majaazon Ke Un Inqualaabon Ki Duniya
Faiz Firaaq Aur Saahir O Makhdoom
Mir Ki Zauk Ki Daagh Ki Duniya
Ye Duniya Agar..
Pal Chhin Mein Baatein Chali Jaati Hain Hain
Pal Chhin Mein Raatein Chali Jaati Hain Hain
Reh Jaata Hai Jo Savera Wo Dhoondhey
Jalte Makaan Mein Basera Wo Dhoondhey
Jaisi Bachi Hai Waisi Ki Waisi Bachaa Lo Ye Duniya
Apna Samajhke Apno Ke Jaisi Uthaalo Ye Duniya
Chhut Put Si Baaton Mein Jalne Lagegi Sambhaalo Ye Duniya
Kat Pit Ke Raaton Mein Palne Lagegi Sambhaalo Ye Duniya..
O Ri Duniya
Wo Kahein Hain Ki Duniya Ye Itni Nahi Hai
Sitaaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain
Ye Hum Hi Nahi Hain Wahaan Aur Bhi Hain
Hamaari Har Ek Baat Hoti Wahin Hai
Hamein Aitraaz Nahi Hai Kahin Bhi
Wo Aalim Hain Faazil Hain Honge Sahi Hi
Magar Falsafaa Ye Bigad Jaata Hai
Jo Wo Kehte Hain
Aalim Ye Kehta Wahaan Eeshwar Hai
Faazil Ye Kehta Wahaan Allah Hai
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalon Ye Duniya
Ye Bujhte Huye Chand Baasi Charaaghon Ki
Tumhaare Ye Kaale Iraadon Ki Duniya
O ri duniya....
No comments:
Post a Comment
Your comments and suggestion to improvisation and to add some new things are welcome. If you like the blog subscribe it to get the latest updates.