Thursday, December 27, 2012

Saans lena bhi ek aadat hai by Bhupinder


Gulzar is known as the wizard of words; you read his poetry or listen the lyrics penned by him and you recognize that it can only be him. Saans lena bhi kaisi aadat hai is a nazm that has been written by Gulzar and sung by Bhupinder. I've added the song to the blog for my sheer admiration towards Gulzar. 

To listen the song click here

Lyrics:

Saans lena bhi kaisi aadat hai,
Jiye jana bhi kya rivayat hai.

Koi aahat nahi badan mein kahin,
Koi saya nahi hai ankhon mein,
Pal guzarte hain thahre-thahre se
Jiye jaate hain jiye jaate hain

Paon be-hiss hain chalte jaate Hain,
Ek safar hai jo bahta rahta hai,

Kitnay barson se, Kitni sadiyon se,
Jiye jaate hain, jiye jaate hain


No comments:

Post a Comment

Your comments and suggestion to improvisation and to add some new things are welcome. If you like the blog subscribe it to get the latest updates.