Tuesday, October 30, 2012

Aaj yun mauj dar mauj gham tham gaya by Sukhwinder Singh

"Aaj yun mauj dar mauj gham tham gaya" is  another masterpiece of Muzaffar Ali and Sukhwinder Singh. The entire ghazal is mesmerizing. The song is from the album Paigham-E-Mohabbat, composed by  'A man Of all Arts', Muzaffar Ali. The Great Faiz Ahmed 'Faiz' Wrote these Beautiful Words:



Lyrics:

Aaj yun mauj dar mauj gham tham gaya,
is tarah gam_zadon ko qaraar aa gaya...
jaise khushboo-e-julf-e bahaar aa gayee,
jaise paigham-e-deedar-e-yaar aa gaya...

Rut badalne lagi rang-e-dil dekhna 

rang-e-gulshan se ab haal khulta nahi....
zakhm chhalke koi ya koi gul khila, 
ashq_Tund ek abr-e-bahaar aa gaya...

khoon-e-ushhag se jaam barne lage, 

dil sulagne lage, daag jalne lage...
mehfil-e-dard phir rang par aa gayee
phir shab-e-aarzoo par nikhaar aa gaya...

'Faiz' kya jaaniye yaar kis aas par,

muntazir hai ke laayega koi khabar...
maikashon par hua mohatsim meherbaan, 
dil figaaron pe quaatil ko pyaar aa gaya...
Aaj yun mauj dar mauj gham tham gaya..


No comments:

Post a Comment

Your comments and suggestion to improvisation and to add some new things are welcome. If you like the blog subscribe it to get the latest updates.